We hear funny, cheesy and thought provoking dialogues all the time in Bollywood movies, and I'm sure everyone out there has their personal favourites.
Below I have compiled a list of
my favourite Bollywood dialogues! As you read them you will see that the majority of them are from classics, such Deewar, Lawaaris and Sharabi etc. It's not surprising that Amitabh dominates the list of dialogues, and it's funny how most Shahrukh dialogues are related to
ishq vishq and girls, whereas Amitabh's are more wordly... and let's face it, alot better as well!
Enjoy the trip down memory lane (",)
“Mooche ho to Nathulal jaisi ho….warna na ho” – Shaarabi
“Agar Maa ka doodh piya hai to saamne aa!” – Lawaaris
"Jisne pachchees saal se apni Maa ko thoda thoda marte dekha ho, use maut se kya dar." - Trishul
“Hum jahaan pe khade ho jaate hein, line wahi se shuru hoti hai” – Kaaliya
"Pura naam, Vijay Dinanath Chauhan, baap ka naam, Dinanath Chauhan, maa ka naam, Suhasini Chauhan, gaon Mandwa, umar chhattis saal..." - Agneepath
“Main aur meri tanhai aksar yeh baate karte hain, tum hoti to aisa hota, tum hoti to waisa hota, tum is baat par hansti, uss baat par hairan hoti.” — Silsila
“Mere paas bangla hai, gaadi hai, bank balance hai tumhare paas kya hai?
…Mere paas Maa hai” - Deewar
"Jo mard hota hai, ussay dard nahin hota." –Mard
“Kabhi kabhi kuch jeetne ke liye kuch harna bhi padta hai. Aur har kar jeetne walon ko Baazigar kehte hain, kya kehte hain? Baazigar” – Baazigar
“Ki.. Ki.. Ki…Kiran!!!” – Darr
“Dosti ki hai… nibhani to padegi” - Maine Pyar Kiya
“Rishte mein hum tumhare baap lagte hain, naam hai Shahenshah.” — Shahenshah
"Don ko pakadna mushkil hi nahin, naamumkin hai." – Don
"Hum ek baar jite hain, ek baar marte hain, shaadi bhi ek baar hoti hai, aur pyar....ek hi baar ho hai" – Kuch Kuch Hota Hai
Khubsoorti saadgi mein hoti hai. Issay nakli sajawatt say kharaab mat karna – Kaho Na Pyaar Hai
Heroine: Mein tumhaare bachche ki maa banane waalee hun!
Hero: Kya!?
“Kitne aadmi thay?” – Sholay
“Pachaas-pachaas kos door tak jab bachcha rota hai toh maa bolti hai beta so ja, nahin to Gabbar aa jayega.” — Sholay
“Tera kya hoga re Kaaliya?” — Sholay
“Kuttey kameenay main tera khoon peejaoonga” – Dharmendra
“Baba ne kaha paaro ko chod do, paaro ne kaha sharaab chod do, aaj tum ne kaha gaaon chod do, ek din aisa bhi aayega jis din koi kahega, duniya hi chod do” - Devdas
Duniya mein teen cheezein bin bulaye aa jati hai ... Maut…Julaab... Aur yeh janaab! - Masti
“Aap chai peeyenge?
Nahin, Main Vegetarian hoon!” - Paresh Rawal, Har Dil Jo Pyar Karega
Sanjay Dutt: Agar tere sar par bomb laga doon to pehle kaun phatega, tu ya tera sar.
Mahesh Manjrekar: Confused!?!?!
Sanjay again: Abay sabse pehle teri phategi - Kaante
"Michael maut se nahin darta, maut michael se darti hai shayad isiliye aane mein der kar rahi hai !!"
“Babes, what i says about the indians? sorry?...eggjhactly...” – Salaam Namaste